Jab talak chand taro ki mehfil hain,
Charche mein aaya tera dil hain.
Darkhwast hain huzoor se,
zara sambhal ke rakhiye,
Wo dil bada katil hain.
Dil ki gharayion mein aankhon se utar jaana.
Dil mein basse pyaar ki aankhon mein jhalak pana.
Un aankhon ki jhalak paakar dil ka ghayal ho jaana.
Kuch isi tarah chadlta hain pyaar ka paimana.
Pyaar mein panchi din raat saath beetate hain
Ek doosre ki baahon mein jannaat safar kar aate hain
Parindo ko jab aasman na ho naseeb
Parwano ki tarah wo bhi aas lagate hain
Aas lagayi hain
Kabhi to honge saath
Kabhi to chalenge haathon mein laker haath
Mangi he duan
Allah kare Kabool
na ham bhoole aap ko
na aap jae bhool
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Well done! It sounded quite spontaneous. Exactly how poetry should be.
ReplyDeleteIf you have written more poems (I know you have) post them here.
:)
ReplyDeletewill post.